Prabhu ko mahima mile, chahe ho mera apmaanWo badhe main ghatun, rahe usi ka dhyaan
Aaj ka din Yahowa ne banaya haiHum usmein aanandit ho, aanandit ho
Stuti prashansa karein, kyon na kuch hota raheUsko hum bhaate rahe, chahe jahaan bhi rahe
Aata hoon tere paas, mujhko hai tujhse aasMujhko kabool kar le, paapon se shudh kar de