Aa Pavitra Aatma tu aajaAa main prarthna karoonAa apni shakti mein aajaAa apni namrata mein aa
Gyan apne bacchon ko de deAndhon ki roshni tu banNirbal ko shakti tu de deLe meri Aatma tan mann
Sukhe mein chashma baha deMurjhaye man mein tu aaAa apne saamarth mein aajaChoole sampoorn bana